Saturday, January 14, 2012

NaJm #1

Aaj bhi wahi raat hai,
sanaato ki wahi pukaar hai !!!!

na jaane kahan khoya hoon,
har pal wahin soya hoon !!!!

pallo se darr lagta hai,
aur ullajne se darr lagta hai !!!!

ye badnaseebi hai ya koi ajeeb haya,
saja hai ya koi ajeeb saaya !!!!

Aaj nahin to kal ke saayein se darr lagta hai,
tumhari nahin to apne saayein se darr lagta hai!!!!